Ishq se azaad kar, dil se nahi
azaad kiye ho apne khwabon se, magar dil ke khareeb hi rakhna...
bas deewana mat banao tere pyar mein, kahin doob na jaaoon.
ek anhoni ehsaas hai tera pyar, juda nahi hona hai...
khayal tho mere hain, aur tum hamesha meri prerna, vishwas banke rahoge.
haqueqat tho yeh hai, hum juda hain...
phir bhi humsafar banake rakhna.

Comments